Thursday, November 22, 2007

बस यूँ ही वक़्त गुज़रता चला ग्या, ज़ख़्म तो गहरा था पैर भरता चला ग्या, कोशीशे बहुत की यारों ने बचाने की, पैर इश्क़ का मर्ज़ था बढ़ता चला ग्या, ना दीन की गर्मी की और ना रात के अंधेरे की परवाह की, जाने कहाँ का मुसाफिर था बढ़ता चला ग्या,
कोशीशे बहुत की उस शाख़स को रोकने की, जाने क्या रेत का ब्ना था, मुट्ठी से फिसलता चला ग्या,

हम ही थे जो रह ग्ये उस ज़माने मे, और ज़माना था की बदलता चला ग्या,प्र वो शख्स भी अजीब था, मुकरता चला ग्या,हाथ जोड़े मिन्नतें की, दुहाई भी दी, जाने कैसा मीजाज था उसका बिगड़ता चला ग्या,,,

wo pratiksha


Ghar se kafi door
Forest rest
house wali sadak ke
Doosare mod par
Thande pani ka
Niranter bahta chashma
Bahta pani aise jaise
Jaise thos
Na pighali baraf ka sparsh
Doodh ke dolu main
Pani ki karte pratiksha
Ghar ko
Khumanion ke liye bhi rukna padata tha
Thoda zayada
Kayonki
Koi koi pathar ja ke lagta tha
Bahut si to
Dhank se neeche ludak jaatin
Jana padata
Aur late ho jana padta
Kayonki baithe rehte
Kundli maar lingdoo
Kitna badhiya banta tha
Lingdoo ka aachar
Lingdoo
Khumani
Pani
aur
ghar
Khatas mithas aur thandak
Ke liye
Achhi thi
Ghar se kafi door
Forest rest
house bali sadak ke
Doosare mod par
Thande pani ka
Niranter bahta chashma
Bahta pani aise jaise
Jaise thhos
Na pighali baraf ka sparsh
Doodh ke dolu main
Pani ki karte pratiksha
Ghar ko
Khumanion ke liye bhi rukna padata tha
Thoda zayada
Kayonki
Koi koi pathar ja ke lagta tha
Bahut si to
Dhank se neeche ludak jaatin
Jana padata
Aur late ho jana padta
Kayonki baithe rehte
Kundli maar lingdoo
Kitna badhiya banta tha
Lingdoo ka aachar
Lingdoo
Khumani
Pani
aur
ghar
Khatas mithas aur thandak
Ke liye
Achhi thi wo pratiksha